Saturday, 1 September 2012

Famous Bollywood Dialogues Describing Datedosts!


Bollywood’s influence on todays youth is undeniable.When we tried categorising our datedosts into 3 stages, we thought why not do it in Bollywood IsStyle? So,check out our interpretation of YOU,in the form of famous Bollywood dialogues followed by a tip in the end.
This is in real!
Stage 1 – you have joined datedosti
Stage 2 – you look out for the profiles and have liked couple of them
Stage 3 – you are already interacting with them
5783102933064195414.jpg
This is in reel!
datedost: stage 1
Film- Sholay
“Arre O Samba, Kitne aadmi thay re?”
Film- Agneepath
“Vijay Dinanath Chauhan, Pura naam”
Film- Dil To Pagal Hai
“Mohabat kya hai?, kyun hai?, kahan hai?”
Film- Silsila
“Mai aur meri tanhaai – aksar ye baatein karte hai”
Film- Fanaa
“Paani si pyaas na bujhi to mekhane ti taraf chal nikla socha shikayat karu teri khuda se”
Film- Om Shanti Om
“Kehte hain ki …… Agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish mein lag jaati hai”
datedost: stage 2
Film- Rehna Hai Tere Dil Mein
“Ek ladki dekhi, one flash aur main aapna dil kho betha, aab to bas ek hi tamanna hai – rehna hai uske dil mein”
Film – Mohabattein
“Aapko maloom hai Sir, ke mere paas Megha ki ek bhi tasveer nahi.kyunki jahan bhi pyar ho, jahan bhi mohabbat ho, muhje wahan meri Megha dekhi”
Film- Veer Zaara
“Yeh koi itefaaq nahi balki yeh allah tara ka karishma hai yeh unka aap sab ko batane ka tarika hai ki dekho woh aa gaya”
Film- Fanaa
“Tere dil mein meri saanson ko Panaah mil jaaye, teri ishq mein meri jaan Fanaa ho jaaye”
Film- Deewaar
“khush to bahot honge tum”
datedost: stage 3
Film – Darr
“I love You ki ki ki Kiran”
Film- Dil Chahta Hai
“I am sorry ke aapko yeh sab sunna pada. Lekin yeh sach hai ke main aapse pyaar karta hoon. And I am not sorry for that”
Film- Dil To Pagal Hai
“Sirf ek baar haan keh do …. saari pareshaani khatam ho jayegee”
Film- Dhadkan
“Main tumhain bhool jaoon yeh ho nahin sakta or tum mujhay bhool jao yeh main honay nahin doon ga”
Film- Qayamat Se Qayamat Tak
“Tum Dilli Mein Hum Se Milo Ge Naa! Agar Na Milna Ho To Milne Ka Vaada Hi Kar Do, Kam Se Kam Hamein Tuhara Intezar To Rahega”
Film- Dil Se
“Bahut pyar karta hoon main tumse … Dil Se”
Film- Saalam-e-ishq
“Humara Kal kaisa bhi ho, hum use Mil ker Khoobsurat Banayenge”
Film- Guide
“Lagta Hai Aaj Har Iccha Puri Ho Gayi”
Our message to datedosts
Film-Kuch Kuch Hota Hai
“Pyar…pyar dosti hai..aur agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti to main usse kabhi pyar nahin kar sakta…so simple..pyar dosti hai ”
Thanks for reading our post
Film- Anand
“Thank You Babu Moshay”
Film- Om Shanti Om
“Happy Endings. Aur agar, aur agar theek na ho to woh toh end nahin hai dosto, picture abhi baaki hai”

No comments:

Post a Comment